RSS Feed

Itna Pyaar Kartay Hein

Posted by Milan Saxena

Badalna Ata Nahi Humein Mosamoun Ki Tarha
Har Aik Rut Mein Tera Intizaar Kartay Hein
Tum Na Samait Sako Gay Jisay Qayamat Tak
Kasam Se Hum Tumhein Itna Pyaar Kartay Hein

0 comments:

Post a Comment